15/02/2026
Aj Brothers Foundation me huwa janta darbar.mohalle ke kafi logo ke complaints suni aur likhi g*i ward no 201 ke nagar sevak Sajid Ahmed Siddiqui maujad public ke coplaints sunne ke liye aur logo ke samasyao ka samdhan nikalne le liye maujood rahe..
"नागर सेवक के साथ मिलकर जनता की सेवा में तत्पर! 🗣️ Brothers Foundation का प्रयास, हर किसी की आवाज़ सुनना और समाधान करना.
Brothers Foundation ke member Kaif Bhatti ne nagar sevak SAJID SIDDIQUI se sath milkar logo ke sari complaints apne hato se note down kar logo se wada kiya ke aane wale waqt me sabhi problems ko aj logo ne batai woh solve karne ke puri koshish karenge...
Brothers Foundation ne hamesha apne ward no 201 ke logo ka faida socha hai aur aane wale waqt me bhi isi tarha faida sochkar logo ke har tarah se madad karnge IN SHA
ALLAH
Iram Sajid Siddique Corporator Ward 201 Iram Sajid Siddiqui Sajid Ahmed Siddiqui #समुदाय_सेवा"