18/01/2026
Ek chidiya apne dost ko sadak par akela chhod kar bhaag nahi rahi thi…
Aur hum insaan, madad ki jagah aksar nazar chura lete hain।
Ek namkeen ka packet,
ek pal ki laparwahi,
aur ek bejuban ki poori zindagi khatam.
Ye sirf ek kahani nahi hai,
ye hamare samaj ka aaina hai.
Agar aapko bhi laga ho
ki kahin na kahin kasoor hum sab ka hai,
to video ko end tak dekhiye…
shayad aap bhi kuch sochne par majboor ho jaayen.
कसूर किसका?
Aaj sawal chidiya ka hai,
kal shayad kisi aur ka…