Mohan Ki Pooja Shg Group

Mohan Ki Pooja Shg Group स्वयं सहायता समूह - MOHAN KI POOJA SHG GROUP MADE FOR WELFARE OF WOMENS THROUGH GOVERNMENT SCHEME

24/02/2024

Basant panchmi ka tyohar

13/11/2023

Mohan Ki Pooja ki taraf se aap sabko dipawali ki hardik shubhkamnaen,🙏🏼🙏🏼🪔💐

Happy janmashtami, Mohan ki Pooja 🙏🏻🙏🏻
07/09/2023

Happy janmashtami, Mohan ki Pooja 🙏🏻🙏🏻

28/08/2023

Ek samaj mein aurat kitni bhi aage badh jaaye ek baat dekhi maine dar uske andar baitha rahata hai apne bacchon ke liye Apne Parivar ke liye, bahar walon se ladai karni hai yah to nahin pata lekin khud ke dar se kab Jeet payenge yah samajhna thoda kathin hai, Mohan ki Pooja 🙏🏻

Aaj ki meeting ka Vishay tha To Har shuru ho gaye hain kya Karya kiya jaaye aur किस-किस mukhya mahilaon ko kya Karya sau...
25/08/2023

Aaj ki meeting ka Vishay tha To Har shuru ho gaye hain kya Karya kiya jaaye aur किस-किस mukhya mahilaon ko kya Karya saunpa Jaaye To Kam divide Hua diye aur candle ka kam Yuva pidhi sambhalegi marketing ka kam mahilayen sambhalegi packing ka kam Bujurg mahilayen sambhalenge aur Aise Hamare meeting sampurn hue, Mohan ki pooja❤🙏

Humne Hanuman chalisa ka paath start Kiya har mangalwar Jay Shri Ram, 🙏🏼 Mohan ki Pooja 🙏🏻
17/08/2023

Humne Hanuman chalisa ka paath start Kiya har mangalwar Jay Shri Ram, 🙏🏼 Mohan ki Pooja 🙏🏻

Ped paudhe lagane ka aayojan Kiya Ghar se paudhe le Gaye the humne Ghar ke gamlon mein gutiyan dalkar yah vruksh aaye th...
10/08/2023

Ped paudhe lagane ka aayojan Kiya Ghar se paudhe le Gaye the humne Ghar ke gamlon mein gutiyan dalkar yah vruksh aaye the kuchh vruksh tahniyan Katkar ugae the Jab inhone acche se jad pakad Li tab hamen inhen jakar bagiche park sadak ke kinare Laga kar aaye, mohan ki pooja 🙏🏻

Chetnale dwara aayojit Kiya Gaya, father Ji ko welcome program, Mohan ki Pooja 🙏🏻
10/08/2023

Chetnale dwara aayojit Kiya Gaya, father Ji ko welcome program, Mohan ki Pooja 🙏🏻

Business meeting business training ke dauran ham nai mahilaon se mile aur unko samjhaya ki ham jo bhi product banate hai...
10/08/2023

Business meeting business training ke dauran ham nai mahilaon se mile aur unko samjhaya ki ham jo bhi product banate hain use marketing kaise kiya jata hai, online all app ke bare mein bataya, Mohan ki Pooja 🙏🏻

Jay Shri Radhe, Mohan ki Pooja 🙏🏻
10/08/2023

Jay Shri Radhe, Mohan ki Pooja 🙏🏻

Sabhi mandal Sanstha ki mahilaon ke sath milkar Bhagwat aayojan mein Shamil hue, seva ka mauka Mila yah hamara saubhagya...
10/08/2023

Sabhi mandal Sanstha ki mahilaon ke sath milkar Bhagwat aayojan mein Shamil hue, seva ka mauka Mila yah hamara saubhagya tha, Mohan ki Pooja 🙏🏻

Kalash Yatra mein pura SHG group Shamil
24/06/2023

Kalash Yatra mein pura SHG group Shamil

Address

KHANPUR
South Delhi
110062

Telephone

+918595087254

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Mohan Ki Pooja Shg Group posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Mohan Ki Pooja Shg Group:

Share

Category