25/07/2014
(¯°·._.• Like it √ Share it √ Tag it √ •._.·°¯))
Admin >> ● ══◄ Ahsan Ullah Khan ► ══ ●
Aashiqaan-e-Mahe Ramzaan ro rahe hein phot kar Dil bara bechain hai afsorda dil-o-jaan hai ……..! Dard-e-Riqat day phicharein kha k rota hai koi Tou koi tasweer-e-Gham ban kar khara hairaan hai ……..!
Al Firaqol Firaq Ay Rab ky mahmaan Alfiraaq! Alvidaa Alvidaa Tujh ko Mahe Ramzaan hai ……..!
Dastaane gham sunaein kis ko ja kar Aah! ham Ya Rasool Allah (saw) daikho chal diya Ramzaan hai ……..!
Khob rota hai tarapta hai Gham-e-Ramzaan mein Jo Musalmaan qadardaan-o-ashiq-e-Ramzaan hai ……..!
Rote rote hichkiyaan bandh jate hein hein oshaaq ki Tujh mein kaisa soz Ay Allah (azw) kay mehmaan ……..!
Teri furqat mein dil-e-Aashiq kay toqre ho g*e Aur seena chak Teray, hijar mein Ramzaan hai ……..!
Waqte Iftaar-o-Sehri ki ronaqein hon gi kahan! Chand din kay bad ye sara samaa sunsaan hai ……..!
Teri Aamad say dil psarmorda khil othe magar Jald tarpa kar to chal diya Ramzaan hai ……..!
Hae sad Afsoos Ramzaan ki na ham ne qadar ki Be sabab hi baksh day Ya Rab k Tou Rehmaan hai ……..!
Mah-e-Ramzaan Tujh mein jo Roze nahi rakhta koi Wo bara mahroom hai badbakht hai’ nadaan hai ……..!
Sab Musalamaa Alvidaa kahte hein rou rou kar Tujhe Aah! chand ghareyoun ka Ab tou rah gia mehmaan hai ……..!
Rok sakte hi nahi Hae Tujhe ab kiya karein?! Sab ko rota chore kar Tou chal diya Ramzaan hai ……..!
AsSalaam Ay Mah-e-Ramzaan! Tujh pe hoon lakhoon Salaam Hijar mein ab Tera her Aashiq howa be Jaan hai ……..!
Chand Aansoon nazar hein bas or koch nahi Naikeyoun say Aah!ye khali mera damaan hai ……..!
Wasita Ramzaan ka Ya Rab!Hamein tou baksh de Naikeyoun ka apne pale koch nahi samaan hai ……..!
Mahe Ramzaan ham se Razi ho kar jaa Bahr-e-Khuda Bakshwaana hasher mein k Tou mahe ghofraan hai ……..!
Kash! Aate saal ho ATTAR ko Ramzaan naseeb Ya Nabi (SAWW) ! meethay Madine mein, bara Aarman hai ...