25/04/2026
Traffic Warden Ka Rawaiya 😳 Kya Yeh Qanoon Hai?
Faisalabad se aik viral clip samne aayi hai jahan aik traffic warden aur aik aurat ke darmiyan sakht rawaiya nazar aata hai۔
Is waqia ne bohat se sawalat kharay kar diye hain:
Kya qanoon kisi ko is tarah rawaiya ikhtiyar karne ki ijazat deta hai?
Kya auraton ka ehtiram aise hota hai?
Is reaction reel mein isi mamlay par tanqeed aur discussion share ki gayi hai taa ke awam apni rai de saken aur behtari ki taraf socha ja sake۔
Aap ka kya khayal hai? Comment mein zaroor batayein۔
Faisalabad traffic warden video
women rights Pakistan
police behavior Pakistan
public reaction Pakistan
social issue Pakistan