29/07/2026
π Nayi Jersey, Naye Sapne, Wahi Purana Junoon! β½π₯
Hamare gaon ke chote sitare ab naye rang aur naye josh ke sath maidan me utarne ke liye taiyar hain. Ye sirf ek jersey nahi hai, ye hamare gaon ki pehchan aur in bacchon ke aage badhne ka shingaar hai.
Inki mehnat aur aap sabka pyar hi inki sabse badi taakat hai. Nayi jersey me hamare champions ko dekhiye aur comments me inhein apna aashirwaad aur pyar dijiye! β€οΈ