Nagin Mata Mandir

Nagin Mata Mandir खंडेलवाल वैश्य tambi, kharoliya और budhwaria गोत्र की ?

जय नागिन माता।
22/03/2022

जय नागिन माता।

चलो बुलावा आया है नागिन माता ने बुलाया है ।सभी ताम्बी ओर बुढबारिया परिवार सादर आमंत्रित हैं ।
14/03/2019

चलो बुलावा आया है नागिन माता ने बुलाया है ।
सभी ताम्बी ओर बुढबारिया परिवार सादर आमंत्रित हैं ।

जय माता दी।ताम्बी परिवार इंदौर द्वारा माता जी का श्रिन्गार एवम् कन्या भोजन कराया गया।
31/12/2018

जय माता दी।
ताम्बी परिवार इंदौर द्वारा माता जी का श्रिन्गार एवम् कन्या भोजन कराया गया।

Jai nagin mata ..
12/03/2018

Jai nagin mata ..

29/09/2017

नव शक्ति
नव चेतना
नव उत्थान
नव भक्ति
नव आराधना
नव कल्याण
नव ज्योत्सना
नव कल्पना
नव निर्माण…. नवमी के परम अवसर पर पूरी हो आपकी हर मनोकामना …. जय नागिन माता

Aaj akhil bhartiya Nagin mata seva samiti ke dwara 1st posh bada prasadi ka ayojan Nagin mata dham gram Amarsar me ayoji...
25/12/2016

Aaj akhil bhartiya Nagin mata seva samiti ke dwara 1st posh bada prasadi ka ayojan Nagin mata dham gram Amarsar me ayojit kiya Gya jisme Tambi or budhvariya parivaaroke 400 bandhuo ne bhag liya. Program me jaipur ,goner, dausa, bandikuyi, delhi, kotpulti, chomu, achrol, ajmer, chanwaji, mandawar aadi sthano se bandhugan saparivaar padhare. Is program me mata ke darshano ke bad breakfast diya Gya. Breakfast ke bad madhur bhajno ka anand liya. Bhajno ke dauran pass ke sthan par samuhik charcha ka ayojan kiya Gya jisme approx 100 bandhuo ne bhag liya. Program me upasthit sarpanch sh. Omprakash ji saini ne samiti ko 300- 500 yard land aabadi kshetra me dene ka vada kiya sath hi mandir sthal ke aas pass ki land ki bhi vyavastha karne ka viswas dilaya. Saini ji ne 1 year me mata ke dham ko sadak se jodne ka bhi vada kiya.

Charcha ke dauran kuch logo ne apni sevaye bhi dene ka viswas dilaya Gya.
Program ka sanchalan sh. Ramswaroop ji Tambi ne kiya. Nagin mata ke jaikaro ke sath charcha sampanna huyi or Uske bad sabhi bandhuo ne swadistha bhojan ka anand liya.

Samiti sabhi parivaaro ka bahut bahut aabhar vyakt karna chahti h ki aap sabhi ne itne kam samay me itna Achha ayojan me bhag liya or is ayojan ko safal bnaya. Aap isi tarah Hmara sath dete rahe or hm sabhi ka Nagin mata ke mandir ka Vikas ka Jo sapna h, wo mata ke ashirwad se jaldi pura ho. Isi astha or viswas ke sath.💐💐🌹🌹🙏🏻🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

24/12/2016
Jai nagin mata..!!
15/04/2016

Jai nagin mata..!!

10/11/2014
jai Nagin Mata
02/10/2014

jai Nagin Mata

21/08/2014
20/08/2014

Jai Mata di

Address

Gopi Naath Ji Mandir Key Paas, Mukaam Post Amarsar, Tahsil/Sahapura, District/Jaipur (Rajasthaan)
Amarsar
303601

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Nagin Mata Mandir posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Nagin Mata Mandir:

Share