Bewafa Shayari

Bewafa Shayari Afwah na uda ke maine NA keh di,
Apne dil se pooch, Inkaar kisne kiya tha...!! Uss Qaatil Ne Aesa War Kiya Hai Dil Pe.. Ki- Hassna Bhi Chahu toh Hasa Nhi Jata ..

02/07/2023

Ai Hawa tu hi use Eid-Mubarak kahiyo,

Aur kahiyo ki koi Yaad kiya karta hai.

02/07/2023

Tujh ko Meri, Na Mujhe Teri Khabar Jaegi,

Eid ab ke bhi dabe Paanv Guzar Jaegi.

Bewafayi Toh Ki Tune Aye BewafaJaane Duniya Yeh Kyun Bewafa Ho GayiHum Ibaadat Mein Rasmon Ke Qaayil NahiTujhko Dekha To...
05/03/2022

Bewafayi Toh Ki Tune Aye Bewafa
Jaane Duniya Yeh Kyun Bewafa Ho Gayi
Hum Ibaadat Mein Rasmon Ke Qaayil Nahi
Tujhko Dekha Toh Yaad E Khuda Ho Gayi

Tujh ko kya isse koi jiye ya mare,rooth jaana to teri ada ho gayi,Chain dil ko nahi lamha bhar ke liye,Lamha bhar ki mulaqat kya ho gayi,Zindagi apni kitni s...

03/01/2022
01/01/2022

Saal hi to badla hai, Halaat thode hi badle hain.

मैंने शाहों की मोहब्बत का भरम ही तोड़ दिया,अपने कमरे में जो एक ताजमहल बना दिया ।।✍🏻
26/05/2021

मैंने शाहों की मोहब्बत का भरम ही तोड़ दिया,
अपने कमरे में जो एक ताजमहल बना दिया ।।
✍🏻

16/09/2020

Hum Ne Tere Baad Mohabbat Ko,
Jab Bhi Likha Gunaah Likha...!!!

16/09/2020

Hasrat ye hai ke ameer ban jau'n,
Khushaali Dil ki magar kehti hai, ke hum gareeb ache...!

16/09/2020

Seene ke zakhm paanv ke chhale kahan gaye
Ai husn tere chahne wale kahan gaye
~Kaleem Aajiz

16/09/2020

Ya rab mujhe na maal, na jah-o-jalaal de,
Do din ke baad rizq de lekin halaal de..!

10/08/2020

Ab to badnami se shohrat ka wo rishta hai ki log,
Nange ho jaate hain Akhbaar mein rehne ke liye....!!

Ye jo halka halka suroor haiYeh teri nazar ka qasoor haiKe sharaab peena sikha diya
24/02/2020

Ye jo halka halka suroor hai
Yeh teri nazar ka qasoor hai
Ke sharaab peena sikha diya

Address

Chandigarh
160017

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Bewafa Shayari posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Bewafa Shayari:

Share