Badlaav Naam Ka

Badlaav Naam Ka PAGE FOR 1984 VICTIMS

26/12/2023

Sathiyo,Ye page Humne Us jakhm ko bharne ke liye Start Kiya hain, Jo aaj bhi apne Area ko Bolne se Hara Ho jata hain, 1984 ke delhi dango ke baad Se hamare area ko Widow Colony ke naam se jana jaata hain, Ye shayad Delhi Shehar ka sabse anokha naam hain jo aj hamare khoon, Hamari Jubaan, Google Map aur Aadhar card etc. Main chap chuka hain. Na chahate huye bhi kisi auto, Cab ya kisi ko apna pata batate huye humko wo manhoos din yaad aa jata hain jb har kisi ne apne parivar main se kisi na kisi ko khoya tha. Is page ka maksad is mahaan desh ki janta se ye madad maangna hain jo hamare area ka naam change karane main hamari awaaz bane & aur hamara sath de.

PMO India Narendra Modi Shiromani Akali Dal Aam Aadmi Party Aam Aadmi Party - Punjab Bhagwant Mann Navjot Singh Sidhu Arvind Kejriwal Arvinder Singh Lovely Manjit Singh GK Paramjit Singh Sarna Manjinder Singh Sirsa

Address

Delhi
110059

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Badlaav Naam Ka posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category