Dewana-e-ishq

Dewana-e-ishq Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Dewana-e-ishq, Library, Katni.

04/06/2016

उसे बेवफा कहकर…
हम अपनी ही नजरो में गिर जाते…
क्यूंकि वो प्यार भी अपना था…
और पसंद भी अपनी…

04/06/2016

जहाँ से तेरी बादशाही खत्म होती है..
वही से मेरी नवाबी शुरु होती है..

04/06/2016

इस अजनबियों के शहर में, मुझे अजनबी हीं रहने दो
दो क़दम के ही सही, मग़र फ़ासले रहने दो

04/06/2016

मिटातीं है किसी को… बनातीं है किसी को…
मोहोब्बतें भी आजकल की… सियासी हो गयीं हैं ||

04/06/2016

Badi mushkil se bani hun toot jane ke baad,
Main aaj bhi ro deti hu muskurane ke baad.

Tujh se mohabbat thi mujhe beintiha,
Lekin aksar ye mehsus hua tere jane ke baad.

Ab tk dhundh rhi hu apne andar k us shaks ko
Jo nazar se kho gaya hain nazar aane ke baad.

04/06/2016

Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi ho, meri bandgi ki pyaas mein ek pyaas tum bhi ho, tum kya ho ye to main nahi janta magar, meri zindagi ke kaash mein ek kaash tum bhi ho.

14/02/2015

Kise apna banayen, koi is kaabil nahi milta,
Yahan pattahar bahut milte hain,par dil nahi milta,
Yeh duniya farebon ki basti hai aye dost,
Yahan sirf dard milte hain, humdard nahi milta.

14/02/2015

Hamari bhi ek alag kahani hai,
Kush patther to kush pani hai,
Hamne pyar kiya tha bahut,
Magar woh hamare na ho sake
Our kya bus itni hi hamari prem kahani hai.

14/02/2015

Kashti ke musafir ne samandar nahi dekha.
Ankho me rahe dil me utarkar nahi dekha.
Patthar samjhte hai mere chahne wale mujhe.
Par mom hu main kisi ne chu kar nahi dekha.

14/02/2015

Aap Ki Yaad Na Aye Toh Hum Bewafa,
Aap Bulaye Aur Na Aye Toh Hum Bewafa,
Hume Marne Ke Liye Khanjar Ki Zaroorat Nahi,
Ek Bar Nazar Pher Lo Na Mar Jaye Toh Hum Bewafa….

14/02/2015

Tu Wahi Bewafa Hai Jo Kehti Thi
Milu Gi Har Mod Har Darwaje Ke Piche,

Tu Wahi Bewafa Hai Jo Kehti Thi
Mera Har Andaz Hai Tere Andaze Ke Piche,

Sab The Mere Janaze Ke Piche,
Bas Ek Tu Hi Nahi Thi Mere Janaze Ke Piche

14/02/2015

Kisi Aur Ki Baho Mein Rehkar
Woh Humse Wafa Ki Bate Karte Hai,
Ek Aisi Chahat Hai Yaaro Woh Bewafa Hai
Yeh Jan Key Bhi Hum Unhi Se Pyar Karte Hai

Address

Katni
483501

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dewana-e-ishq posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category