Himmat Singh

Himmat Singh sirf apka bhai yahi kafi hai ---jo mila hai woh janta hai jo mila hi nahi woh kaise janega
http://www.himmatsingh.co.in

jab koi puchta hai ki or kaise ho................
tab mun me aati hai ki bada dukhi hu
jab tak aam janta dukhi hai mujhe khushi kaise mil sakti hai
jab koi dukhi aata hai uska dukh dekh kar man dukhta hai or jab usko uski khushi milti hai tab me khush ho jata hu ..............
ishwar itni takat de ki har kamjor ki akhri saans tak madad kar saku

भारतवासियों को महाशिवरात्रि के पवित्र पर्व पर हार्दिक शुभकामनाएं I भारतवर्ष में सभी धर्मों में एकता और भाईचारा हो I आपका...
09/03/2013

भारतवासियों को महाशिवरात्रि के पवित्र पर्व पर हार्दिक शुभकामनाएं I
भारतवर्ष में सभी धर्मों में एकता और भाईचारा हो I
आपका भाई
हिम्मत सिंह

आपको और आपके पूरे परिवार को नववर्ष की हार्दिक शुभकामनाएँ.आने वाला प्रत्येक नया दिन, आपके जीवन में अनेकानेक सफलताएँएवं अप...
01/01/2013

आपको और आपके पूरे परिवार को नववर्ष की हार्दिक शुभकामनाएँ.
आने वाला प्रत्येक नया दिन, आपके जीवन में अनेकानेक सफलताएँ
एवं अपार खुशियाँ लेकर आये वह, वैभव, ऐश्वर्य, उन्नति, प्रगति, आदर्श, स्वास्थ्य, प्रसिद्धि
और समृद्धि के साथ आजीवन आपको जीवन पथ पर गतिमान रखे !

23/12/2012

RK puram balaji dham per nani ji ke mayre mePosted on December 18, 2012 by himmat_singhaaj sham 6 bje rk puram balaji dham per nani ji ke mayre me arti karte hue yah ayojan shri krishna seva samiti va sai jan kalyan seva samiti dwara ayojit kiya gaya isme shri mati padma sharma ji bhajan ki prastutu...

23/12/2012

Rangbadi balagi nagar me second blood campPosted on December 17, 2012 by himmat_singhaaj rangbadi balagi nagar me bhi humne 2sra blood camp student help society va balaji yuva sangathan dwara lagaya gaya shetra ke logo ne utsah se raktdaan kara sabhi bhaiyo ko motivate karte hue sath me ramgangmandi...

23/12/2012

Samajik karya karne per jor dete hue – Himmat SinghPosted on December 12, 2012 by himmat_singhhimmat singh kota station meeting me sabhi ko blood -hospital – kamjor jarurat mando ki har sambhav madad va samajik karya karne per jor dete hue This entry was posted in Latest Updates by himmat_singh. Boo...

23/12/2012

Government college Goverment college ke sanskratik ayojan ke sampan par deep parjwalan karte huyePosted on December 23, 2012 by himmat_singhhimmat singh kotaAAJ GOVERNMENT COLLEGE KE SANSKRATIK AYOJAN KE SAMAPAN PER DEEP PRAJWALAN KAR PROGRAMME KI SHURUAT KARTE HUE SATH ME INTERNATIONAL LOK KALAKAR ...

aaj new medical college hospital mesarv dharam milan samroh me jansabha ko sambodhit karte hue4 o dharm guru shahar kaji...
18/11/2012

aaj new medical college hospital me
sarv dharam milan samroh me jansabha ko sambodhit karte hue
4 o dharm guru shahar kaji anwar ahmad sahab, mahant ranjitanand sahab ,sant shri hardev singh ji ,church father, medical college principal aseri g, new medical college adhishak s. jeliya g ,sycetric hod dk sharma g and mission humanity president imran khan

12/11/2012

IS DIPAWLI AAP SABHI SE NIVEDAN HAI KI
JIS BHI PATHAKE KE PACKET PER LAXMI MATA YA KISI BHI DEVTA KA PHOTO HO US KO NA LE PATA NAHI HUM UNHI KO PUJTE HAI OR UNHI KO APNI KHUSHI KE LIYE JHALA DETE HAI DUSRO KO BHI ROKE AISA KARNE KE LIYE PLZ OR JYADA PATHAKE NA JALAYE POLUTION BADTA HAI, PAISO KI BARBADI OR BIMARIYA BHI ASTHAMA OR BHI KAI TARAH KI PARESHANIYA BADTI HAI
KARO TOH KISI GARIB JARURAT MAND KI MADAD KARO CLOTHES, MITHAI, KHANA KHILAYE KABHI BHI
YAHI DIWALI OR YAHI HOLI HAI KISI KE JIVAN ME KHUSHI KE RANG BHARNA
APKI AATMA VA ISHWAR KO IS SE JYADA KHUSHI MILEGI HAPPY DIPAWLI TO U N UR ALL FAMILY MEMBERS
APKA BHAI HIMMAT SINGH

kota se bijali katoti band karne va vibhag ki laparwahi se ho rahi bijali karamchariyo ki mout va unki suraksha va pariw...
07/11/2012

kota se bijali katoti band karne va vibhag ki laparwahi se ho rahi bijali karamchariyo ki mout va unki suraksha va pariwar ko uchit muawje ki maang ko laker
Bijali vibhag ke rajasthan ke genral manager arjun siingh va kota axn shemraj meena ka gherav kiya gaya
yah aaj sakatpura me meeting le rahe thai inki meetig me hi ghus gaye or saaf kah diya inhe agar jald isper dhyan na diya toh vishal pradarshan kiya jayega va adhikariyo ko chamber me nahi bethne diya jaega
kota ke vikas va aam janta ke jivan ke sath khilwaad ham bardash nahi karenge

Address

Talwandi
Kota
324005

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Himmat Singh posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share