10/05/2026
Hamari pehli pehchan, hamari pehli guru, aur hamari sabse badi taqat—MAA. ❤️✨
Maa ka prem waisa hi hai jaisa Braj ki mitti ka ehsas—nishchal, pavitra aur kabhi na khatam hone wala. Is Mother’s Day, Braj Paridhaan koti-koti naman karta hai un sabhi maataon ko, jinke tyag aur ashirwad se hamari zindagi aur ye sanskriti aaj bhi mehki hui hai. 🌸🙏
Maa ke saath bitaya har pal ek tyohar hai. Unki mamta aur sahas ko salam! 🚩
✨ Happy Mother’s Day!
📍 Visit us: Pattharpura, Tanga Stand, Near Nand Mahal, Vrindavan.