Bihar B.ed Students Union

Bihar B.ed Students Union B.ed students are oppressed in Bihar. Bihar private colleges are ruining the life of students.

बिहार अध्यापक नियमावली में कक्षा 1-5 के शिक्षक के बहाली में क्लियरिटी को लेकर सुप्रीम कोर्ट में बिहार शिक्षा विभाग ने SL...
28/09/2023

बिहार अध्यापक नियमावली में कक्षा 1-5 के शिक्षक के बहाली में क्लियरिटी को लेकर सुप्रीम कोर्ट में बिहार शिक्षा विभाग ने SLP दायर किया है ।

20/11/2022

Saathiyo,
Aap sabhi students jo B ed ker rhe hein, ya kerne waale hein ya aapne kabhi kisi trained teachers se education liya he, aap sabhi hamare saathi hein. Jaise aapko maloom hoga ki me ka desh me sabse zyada he, aur uske alag alag se humlogo se paisa wasoolta he, kabhi kisi name pe, kabhi kisi name pe. Lekin kisi B.ed colleges me nhi hoti he jo private , jo hamein ek behter education de, taaki hum kal ko kisi achhe competition me pass hoker achhe jageh pahunche. Bahut se college me nhi rakhte hein, jo he wo qualified nhi hote hein, aur achhe teachers ki pehchaan ye he ki wo kisi bhi course ke liye zaroori he. Isliye hamare Bihar ke saathi ya other state me bahut kam qualify ker paate hein...
jaise exams depend kerta he aapne B.ed kitne acche se kiya he . Aur aap B.ed ko kitne achhe se samjha he.
Aane waale waqt me ke taraf transition ho rha he lekin aaj bhi ke B.ed college me class room nhi . Jaha fees ₹150000 ( one lakh fifty thousand + extra demand of colleges) lekin iske baad bhi kiya haalat hein , wo aapke saamne hein ...
ye ek bahut bada masla he . Aur ke liye zaroori he. Itna paisa aur ki nazarandaazi Bihar ke education ko nuqsaan kerne ki saazish he...

19/11/2022

Bihar B.ed Students Unite hone ki zarurat he ...
Sab ek platform pe aaiye . ✊

Address

Patna
800001

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Bihar B.ed Students Union posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share