Rajopatti

Rajopatti An Informative Page for all Facebookers... Rajopatti is a small village in Dumra Block in Sitamarhi District in Bihar State.

Its main Village Panchayat is Rajopatti Panchayat. Rajopatti is reachable by Sitamarhi RailWay Station , Parsauni RailWay Station , Bajpatti RailWay Station. Coordinates: 26°35'3"N 85°30'19"E
Block Name : Dumra
District : Sitamarhi
State : Bihar
Division : Tirhut
Language : Maithili and Hindi, Urdu
Elevation / Altitude: 68 meters. Above Seal level
Near by Towns : Dumra, Sitamarhi, Riga, Piprahi

12/11/2013

Keh do Gham-e- Hussain Ka Matam Manany walon ko,
Momin Kbhi Shohada ka Matam nhi krte
Hy Ishq Apni Jan se zyada Aal-e-Rasool se
Yun Sar-e-Aam Hum Unka Tamasha nai krty
Roein wo jo munkir hain shahadat-e-HUSSAIN ke,

09/11/2013

पटना ब्लास्ट--आफ़ताब को रिहा किया ,संघी मीडिया के मुंह पे तमाचा ,,Sanghiyon aur Bhagwon ke muh pe zordaar tamacha # Patna # Blastmepakde gaye Aftab Alam ko aakhir Be-Kasoor qarar de kar Ba-Izzat bari kar diya gaya.....AlhamdulillahJab unhe Arrest kiya gaya tha tab # Media ne bade-bade Khulaase kiye the kiAftab naam ke is Aatanki ka Connection # IMaur # Laskhkarse hai.Lekin Jab unhe Rihaa kiya gaya tab koyi Publicity ya Media-Coverageya Report nahi aayi. !!!..Musalmano Bhaiyon aur Behno ye sab Media to dikhane wali nahiLekin hamari zimmedari banti hai ki humis tarah ki NEWS ko duniya ke saamne laayeIs NEWS ko khoob SHARE kare.....apne frnds ko batayeApne wall pe SHARE kare....aur apne frnds se bhi SHARE karwaye..

Collection Of Images From Rajopatti.
14/09/2013

Collection Of Images From Rajopatti.

07/09/2013

Aaj Bhi Kisi Pe Vishwas Hai
Koi Dur Ho kar Bhi Dil Ke Paas
Hai
Kuch Der Pehle Maut Aayi Aur
Chali Gayi
Aur Boli Aaj Bhi Kisi Ki Dua Tere Sath Ha
LOVE U MOM.....

06/09/2013

Ab wakt-e-judai hai mujhay ab alwida kah do
Ab phir wo tanhai hai mujhay ab alwaida kah do

Main lakh bura tahra hon yaron ki nazar may
Dil roo to raha hay magar aab alwida kah do

Meray AANSOO to meray hain meri khushian tumhari hain
Mobarak tum ko yea khushian mujhay aab alwida kah do

Meray janay pay na rona mujhay tum yaad na karna
May tanha tha may tanha hon mujhay aab alwida kah do

Mujhay afsoos to hoga yon sab say door janay ka
Meri yadoon may tum sab ho mujhay aab alwida kah do

Kisi kay dard ki wajah kisi kay dukh ka may sabab
Bano ga aab kabhi na main mujhay aab alwida kah do

Mujhay choora tha apno nay mujhay apnaya tab tonay
Tera ahsan mand hon may mujhay aab alwida kah do

Meray AANSOO nahi ruktay mujhay aab dard hota hay
Na mera dard barhnay do mujay aab alwida kah do

Mujhay jo piyar kartay thay mujhay jo apna kahtay thay
Wohi aab door hum say hain mujhay aab alwida kahdo

Mujhay kaflay ki talab na thi mujhay manzilo ki na chah thi
Mera dard mera tha humsafar mera dard meri hayat thi

Mujhay tonay chalna sikha dia mujhay manzilo ka pata dia
May na chal sakon ga tere sath aab : mujhay alwidda kah do..

05/09/2013

दुःख तो मेरे घर की मुर्गी
सुख मेरा मेहमान है
कहते मुझको अन्न का दाता
मेरा नाम किसान है
घास फूस का घर है मेरा
धूप जहां खलिहान है
बादल मेरी किस्मत लिखता
जल फसलों की जान है
जल धारा के संयम से
दिल मेरा हर्षाता है
वेग प्रवल यदि हो सरिता का
कहर बाढ़ का कभी सताता
सूखा हमको कभी जलता
ठंडी बीती बिना रजाई
खेतों से ही खडी फ़सल को
साहूकार ले जाता है
बेटी की शादी के कर्जे का
अन्न उगाकर भी बच्चों को
अन्न बिना तरसाता हूँ
श्रम के बदले भूख मिटाने
अपने बच्चों के अंगों को
वसन नही दे पाता हूँ
अधनग्गे भूखे बच्चों को
देश दलालों के हाथों में
श्रम भूखा ही सोयेगा
जीवन दान अन्न से करता
दिवा स्वप्न दिखलाने वालों
जब किसान जग जायेगा
मरी खाल की तेज धधक से
श्रम का मेरे दाम दिलाओ
मेरे कुछ अरमान है
कहते मुझको अन्न का दाता
मेरा नाम किसान है
भस्म तुम्हें कर जायेगा
वह किसान ही रोयेगा
बातों से बहलाता हूँ
में असफलता पाता हूँ
कुछ भाग चुकाता है
बिन छत के बरसात बिताई
मेरा दिल घबराता है'''''''||||||||||||||

04/09/2013
04/09/2013

This message is from a group of Doctors in India:
(forwarded in public interest) (share it )

1) Do not drink APPY FIZZ. It contains Cancer causing agent..

2) Don't eat Mentos before or after drinking Coke or Pepsi because the Person will die immediately as themixture becomes CYANIDE..

3) Don't eat Kurkure because it contains high amount of Plastic.
If you don't believe burn Kurkure and you can see Plastic melting.!
(News report from"Times of India")

4) Avoid these Tablets, theyare very dangerous:
* D-cold
* Vicks Action-500
* Actified
* Coldarin
* Cosome
* Nice
* Nimulid
* Cetrizet-D
They contain Phenyl Propanol-Amide PPA. Which causes Strokes&Are banned in USA...!
Please, before deleting, HELP your frnds by passing it..!

Let it reach d 121 crores Indians.

It might help sum1. Fwd toas many as u can.

Hotel Mini Taj
25/08/2013

Hotel Mini Taj

14/08/2013

TAMAM MUSALMAN ye Once upon a time
in mumbai 2 ka song hai ye, is songka
name hai:::: BISMILLAH ::::
Is gaane me BISMILLAH kahkar nangi
nangi aurte naach rahi hai... sharab
peekar BISMILLAH kehrahi tu mera khuda hai MAAZ ALLAH aur bhi bahotse gandi
harkate kar rahe haiN..Aur ap log ko toh pata hoga BISMILLAH
koi aam word nahi hai ye hamare islam
ka behadmubarak alfaaz hai,Iske against
hyderabad ke ek bhai ne Hydrabad city commisioner of police ko letter diya is
song ko ban karne k liye
so plzz aap log is gaane ko mat sune
auris msg ko apne har musalman bhai
behan dost relatives sabhi ko send kare
or jo log apki nazar me unchi post par kaam karte hain unse kahen ki deen ki
khatir apni post ka sahi istemaal kare
orise ban karne me sath dein.....
Facebook par sabhi islamic community se
bhiguzarish he ki sabsath milkar ise band
karane me sath dein.... Jazakallah
Nara e Takbir : ALLAH HU AKBAR
Nara e Risaalat : Ya RASOOL ALLAH
SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM"

12/08/2013

Imam Gazali Farmate Hai:

Jo Ghalati Kar Nahi Sakta
Woh Farishta Hai,

Jo Ghalati Kar Ke Us Par
Datt Jaye Woh Shaitan Hai,

Aur Jo Ghalati Par Fouran
Touba Kar Le Woh Insan Hai..

12/08/2013

Tamam Galtiyon Ke Pichhe Sirf 2 Hi Cheeze
Chhupi Hui Hoti Hai,
(1) ILM Ki Kami,
(2) Takabbur,

Maula e Kainaat Hazrat Ali (Radhi Allahu Ta’ala Anhu)....

Address

Dumra Road
Sitamarhi
843301

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Rajopatti posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Rajopatti:

Share