BJYM Udham Singh Nagar

BJYM Udham Singh Nagar युवा मोर्चा एक पहल है युवाओ को जोड़ने क?

युवा मोर्चा एक पहल है युवाओ को जोड़ने की I
उनकी ताकत बनने की I युवाओ को सिडकुल तथा अन्य छेत्रो मे रोजगार दुलाना
I
युवाओ के साथ कंधे से कंधे मिलाकर चलना I

समाज के मुद्दों को उठाना तथा जागरूकता लाना

Bhartiya janta yuva morcha udham singh nagar ki taraf se sabhi  deshwasiyo swantrata diwas ki hardik subhkamanaye....Gan...
15/08/2015

Bhartiya janta yuva morcha udham singh nagar ki taraf se sabhi deshwasiyo swantrata diwas ki hardik subhkamanaye....
Ganga himalaya se bahe ya paatal se...ganga sirf behni chaiye..
Humare dil me jale ya tumare dil me jale kuch kar dikhane ki aag dilo me jalni chaiye....

Rohit Garg
(Jila sanyojak I.T.Cell)

Kal 16 june ko kedarnath aapda ki dusri varshganth pr rajya ki congress sarkar k kedarnath aapda gotale k khilaf cm aawa...
17/06/2015

Kal 16 june ko kedarnath aapda ki dusri varshganth pr rajya ki congress sarkar k kedarnath aapda gotale k khilaf cm aawas gherte hue hazaro yuva morcha karyakartao k saath neta pratipaksh ajay bhatt, bjp pradesh adhyaksh teerath singh rawat, vidhayak khatima pushkar singh dhami.....

Padosi mulko se or duniya k sbhi mulko se rishte sudhar kr or bharat ko duniya k saamne 1 majboot or samridh desh k roop...
11/06/2015

Padosi mulko se or duniya k sbhi mulko se rishte sudhar kr or bharat ko duniya k saamne 1 majboot or samridh desh k roop me dekhakar hmare pm ne desh me tourism ko itna badava diya h jisse kahi logo ko rojgaar b mila or desh ko naya gorav or sammaan mila h......e-visa is disha me bahut hi shi kadam sabit hua h

Myanmar to bus jhanki h....Lahore, karachi abi baaki h.....
10/06/2015

Myanmar to bus jhanki h....
Lahore, karachi abi baaki h.....

Aaj bhartiya janta yuva morcha ke karyakartao ko hamare yasashvi vidhayak avem purv pradesh adhyaksh yuva morcha pushkar...
05/06/2015

Aaj bhartiya janta yuva morcha ke karyakartao ko hamare yasashvi vidhayak avem purv pradesh adhyaksh yuva morcha pushkar singh dhami ji ka margdarshan prapt hua...aaj maha-sampark abhiyan ko lekar charcha hui avem congress sarkar ke bhrastachar ko lekar cm gherav ki yojna par b charcha hui.....is mauke hmare jila adhyaksh adesh thakur ji, jila mahamantri amit kumar pandey ji, jila sanyojak i.t. cell rohit garg ji, saurabh arora, abhishek jain, vivek deep singh avem anya karyakarta mojud the....

22/03/2015

Bhaiyo is video ko jarur dekhe.....maja aa jayega sunke....Pushkar Dhami Ist Pooran Chauhan Bjp Urbadatt Bhatt Dan Singh Rawat Dhan Singh Rawat Bjym Kaladhungi Rajkumar Thukral Shubham S Arora Prince Gupta संजेश सिंह मेहता

Aaj hindu nav-varsh k uplaksh me hindu yuvaon ne sitarganj me vishal hindu jagran rally nikali or pure nagar me sabhi ko...
21/03/2015

Aaj hindu nav-varsh k uplaksh me hindu yuvaon ne sitarganj me vishal hindu jagran rally nikali or pure nagar me sabhi ko hindu nav-varsh ki badhaiya di.....is mauke pr pooran singh chauhan, rohit garg, saurabh singhal, prince gupta, onam garg, gaurav goyal, vikas, akash aadhi logo ne bad-chadkr rally ko safal banane me apni bhumika nibhayi.....

Aaj sitarganj- sidcul road par high speed se chalne walee damper or trucks jinki wajah se aaye din maute ho rhi...is mud...
18/03/2015

Aaj sitarganj- sidcul road par high speed se chalne walee damper or trucks jinki wajah se aaye din maute ho rhi...is mudde ko lekar aaj mandal adhyaksh puran singh chauhan k netratatv me tehsildar ko gyapan saupa jisme ki humari mango ko jald se jald pura krne ka ultimatum diya wrna hum andholan kr tehsil parisar me dharna denge....humari mange thi ki dumpers k 2 chakkr ki jagah 1 hi chakkr kiya jaye, har 1 km pr speed breakers ho....is mauke pr jila sanyojak it cell Rohit garg,saurabh singhal,manpreet singh moharr, prince gupta, saurabh arora, bhuru goyal, ankit gupta,akash aggarwal, shivam gupta,randhawa singh, sukesh or anya yuva morcha karyakarta upasthit the.....

Aap sabhi ko bjp yuva morcha sitarganj ki aur se holi ki hardik shubhkamnaye.....hey holiiii hhh......
05/03/2015

Aap sabhi ko bjp yuva morcha sitarganj ki aur se holi ki hardik shubhkamnaye.....hey holiiii hhh......

Success zone coaching institute ke toppers ko gift dete mukhya atithi yuva morcha jila adhyaksh adesh thakur ji or saath...
01/01/2015

Success zone coaching institute ke toppers ko gift dete mukhya atithi yuva morcha jila adhyaksh adesh thakur ji or saath me institute prabandak puneet anand ji.....

Bjp yuva morcha k mandal adhyaksh pooran singh chauhan, jila sanyojak I.T. Cell Rohit garg or yuva morcha k sabhi karyak...
26/12/2014

Bjp yuva morcha k mandal adhyaksh pooran singh chauhan, jila sanyojak I.T. Cell Rohit garg or yuva morcha k sabhi karyakarta safai kar kachre ko jalate hue.....

Atal ji k janmdin k uplaksh me aaj yuva morcha ne sarkari hospital me fruits baate or hospital k andar or bahar safai ab...
25/12/2014

Atal ji k janmdin k uplaksh me aaj yuva morcha ne sarkari hospital me fruits baate or hospital k andar or bahar safai abhiyaan chalaya. Is mauke par yuva morcha k jila sanyojak I.T. Cell Rohit garg, yuva morcha mandal adhyaksh, abhishek jain, ramesh kant prabhakar, ravi kant, ajay aadhi log upasthit the.....

Address

KHATIMA Road
Sitarganj

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when BJYM Udham Singh Nagar posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share