11/06/2026
Kabhi kabhi manzil door nazar aati hai, lekin har chhota qadam humein kamyabi ke qareeb le jata hai. ๐ซ
Aaj ki mehnat, kal ki kamyabi hai. Apne khwabon par yaqeen rakhein, himmat na haren aur har mushkil ke baad aane wali asani ka intezar karein. Allah par bharosa aur khud par yakeen hi asli taqat hai. โค๏ธโจ