10/11/2026
Jin Bharatiyon ke vote ki badolat Modi Ji aaj Pradhan Mantri ki kursi par baithe hain, aaj wahi aam janta ko laal aankhein dikhate hain! Lekin jab Pakistan, America aur China jaise deshon ke saamne Bharat ka paksh mazbooti se rakhne ki baat aati hai, toh Modi Ji ka dabdaba kahan chala jata hai? Apne hi desh ki janta ke saamne sakhti aur duniya ke saamne khamoshiโ aakhir ye dohra ravayya kyun?